Corona virus ka qahar

Corona virus ka Qahar
   Hello dosto jaise kind aap dekh rahe ho ki kuch samay main hi ek aisa khatarnak virus pure world main cha gaya hai jisne pure world ki economy air financial se lekar sabhi tarh ki sewaiyo ko thaph kara diya hai uska ek maatr Sarah corona virus ko jata hai ab hum aapko batate hai ki corona virus kya hai
Corona virus covid 19 kya hai

Corona virus covid 19
Jab corona virus se sankrimit person khasta ya chikta hai to uske spit behad batik  karn hawa  main phailtey hai

Sankrimit person ke pass aane main yeah vishanu karn  saans ke raste dusre body main chale jatey hai aur jab aap aise jagah ko touch kartey hai jaha par yeah karn hotey hai phir usi hath see apne face nose.body ko touch kartey hai Tabbi yeh aapke sarir main failta hai is virus se bachne ka ek hi tarika hai woh hai savdhani

Corona virus se bachne ke liye upaay
Corona virus see bachne ke hum sabhi ko ek baat ka dhyan rakhna hair air woh yeh hai ki jab bhi bahar jaye ya aaye har waqt hand wash karke sanitizer use kare aur mask ka use kare aur khas taur see beehdwale jagah kam jaye aur handshake naahi kare aur mask ka use kare .
Kaha see shuruyaat huyi corona virus
Corona virus ki shuruyaat China ke ek sehar Wuhan see huyi jaha par wahse is corona virus ki shruyaat bahut tezzi se huyi jisme total case of China ki baat kare to is virus se prabhavit desh ....
1 - China case - 80,967.
2 - Italy case - 41,035.
3 - Spain case -20,412.
4 -Iran - 19,644.
5 - Germany -18,756
6 - India case -223 .
Vishbhar main yeh virus tiezzi se phial raha hai is virus see bachne ke liye bus savdhani jaruri hai.

Comments